Apne Google Chrome Browser Me Background Theme Change Kare







Chrome browser sabse jyada use hone wale Internet Browser me top par aata hai. Chrome ke features or iske Extensions aapko kabhi be bore nahi hone dete or aap kabhi Kisi durse browser ko open nahi karte. Par kiya Aapne kabhi apne Chrome Browser ki Theme or colour change kiya hai agar ha to aapka Chrome Pehle se be jyada aapka Favourite bun Gaya hoga.



Lekin agar Aapne abhi tak kabhi apna Theme Change Nahi kiya to aap is Post ko Padhne ke baad juror karenge. is post ki Featured image mere Chrome ki Theme ki hai or aap be apne liye apni Favourite  theme laga sakte hai.

How to Change Google Chrome Background Theme in Hindi –



Agar Aapne Chrome ko Update ya new Download kiya hai to aapko Theme change karne ka ek Pop-up window open hoga jisse aap simple new theme laga sakte hai.par agar aap Installed chrome par hi theme change karne chahte hai to koi Baat nahi wo be ho jayenge .


Step-by-step Guide to change Chrome Theme –



Step 1.

Chrome Web store Open Karna –

Chrome store ko open karne ke liye 2 simple method hai jisse aap Store ko open kar sakte hai.


Method 1 – Direct Open

Store Ko direct open karne ke liye aap Tab me https://chrome.google.com/webstore/
Daal kar open kare.


Method 2 – Go to Settings

Chrome Browser ka Menu par click kare or Setting par Jaye.






Appearance > Theme par click kare Direct store Page Open Hoga.







Step 2.

Search or select Theme –

Store open karne ke baad aap apne liye Best Theme search Kare Iske Liye aap Search or Category wise Theme open Kar sakte hai.









Step 3.

Theme Install Kare –

Aapne apna best theme select kar liye ab aap us Theme ko Open kare or Add to Chrome par Click kare. Click karte theme Download hone start ho jayenge.









Last Step ab aap apna Chrome Home Page open Kare or Apne New theme ko Check kare. Aapka new theme Set ho chukka hoga. Agar aapko ye post Pasand aaiye to apne Friend’s ke sath juror share kare. 

Post a Comment

0 Comments