Online Passport size Photo Kaise Banaye Without software

Online passport size photo kaise banaye without software


Welcome friends Maine apne Pichhalee Post Photoshop me Passport size kaise banaye ke baare me bataya tha Lekin is post me may aapko Without Photoshop Online Passport size Photos Kaise banaye ke Baare me Batauga. Online Photos banana bahut simple or easy task hai or jis website ke baare me may aapko Jankari dunga usse aap sirf 5 min me Passport Size Photos Bana sakte hai.



Online Passport size Photo Bnane ke liye Kya Kya chahiye –




1 - Full Face Clear Photo
2 - Computer ki Basic Knowledge
3 - Internet Connection


Online Passport size Photo Kaise Banaye step by step –


Step 1.
Website Open Kare -

Aap apne Computer Ya Laptop me sabse Pehle kisi Browser me IDPhoto4You website open kare.




Step 2.
Photo Upload Kare -

Website open hone ke baad aapake screen par Kush Option display hongee.
( 1 ) Country - yha aapko India select karna.
( 2 ) Photo - Apni photo ka size select kare.
( 3 ) Print Size - Kitna Picture Chahiye us hisab se Size Select Kare.
( 4 ) Choose File - Me aapko apne Pc se Pic Select karnee
hai.    
( 5 ) Upload - Par Click kare Aapki Image Site par Upload ho jaengee.



Passport size photo kaise banaye



Step 3.
Photo Crop or ready Kare -

Ab aapke window par Aapki Photo open ho jayenge now aapko pic ko Crop karna hai. Mouse se pic ko select kare or side me show ho rahe Preview me fit kare. Aap pic ka Brightness or contrast se change kar sakte hai. Next make Photo par click kare.


Online Passport size Photo Kaise Banaye


Step 4.
Photo ko download Kare -

Aapki Passport Size Photos Ready hai. Simple Download Par Click kare or Pic aapke Computer me.


online passport size photo



Done !!! Hope Aapko ye Tutorial Accha laga hoga BigPcTips Par
doosare Tutorials or Photoshop Sikhne ke liye Daily juror Visit kare
or iss page ko apne friends ke sath Share Karna na Bhule.

Keep Visting !!!! Thanks to alll...